Usne raat ke andhere mein, mere haath ki
hatheli par likha tha apni ungli se
"
I LOVE YOU"
Jaane kaun se syahi thi wo jo Mitati bhi
nahi aur Dhikhati bhi nahi.
*****
Dosti kya hai?
Wafa ka doosra naam, Jeene ki ek aas|
Sirf ek ehsaas, Han sirf ek ehsaas|
Socho to bahut kuchh, Na socho to kuchh nahi|
Na isme khoon ki aazmish, Na jaat ki kaid|
Mohabbat ka yahi paigam |
Dosti kya hai?
Wafa ka doosra naam|
*****
Pahle to aap
dil ka raaz jaan lijiye,
Phir
jo nigahe yaar kahe maan lijiye,
Kuchh kah rahi
hai apke seene ki dharkan,
Meri sune to
unka kaha maan lijiye.
*****
aansu mein naa dhundhna
hame,
hum tumhe aankhon mein
mil jaayenge,
tamanna
ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.
*****
No comments:
Post a Comment