Showing posts with label Great Words :. Show all posts
Showing posts with label Great Words :. Show all posts

Saturday, 24 March 2012

Great Words & Views

Jab koi itna khas ban jaye,
Uske bare me hi sochna ehsas ban jaye |
Mang lena khuda se use jindgi ke liye,
Isse pahle ke wo kisi or ki sans ban Jaye ||
*****


Khushi Ek Aisee Cheej jo Aapke paas 
na hone par bhi aap logo ko de sakte hai ||
*****


Zindgi se aap jo bhi behtar se behtar le sao le lo,
Kyoki jab jindgi aapse lene par aayegi to aakhiri saans tak le legi ||
*****
A KID ASKED GOD
 Sab kuchh khone se  zyada bura kya hota hai
GOD REPLIED 
Wo umeed khona jiske bharose par hum sab kuchh vapas pa sakte hain ||
*****

EK SHAMSHAN KE BAHAR LIKHA HAI 
Manzil to teri yahi thi bus zindgi guzar gai teri aate-aate
*****



*****Share your "Selected Shayari" in Comment box and be a part of this blog*****